This is one of the most famous aarti of God Vishnu recited in India by Hindus. This aarti is specially recited by common Hindu people who worship God Vishnu at their homes.
Om jaya Jagadish hare,Swami jaya Jagdish hare,
Bhakta jano ke sankata, Das jano ke sankata, Kshan men dur kare,
Om jaya Jagdish hare
Jo dhyave phala pave, Dukha bin se man ka,Swami dukh bin se man ka,
Sukh sampati ghar ave,Sukh sampati ghar ave,Kasht mite tan ka,
Om jaya Jagdish hare
Mat pita tum mere,sharan gahun main kiski,Swami sharan gahun mai kiski,
Tum bin aur na duja,Tum bina aura na duja,aas karun main jiski,
Om jaya Jagdish hare
Tum puran Paramatma,Tum Antarayami,Swami Tum Antarayami,
Par Brahm Parameshwar,Par Brahma Parameshwar,Tum sab ke swami,
Om jaya Jagdish hare
Tum karuna ke sagar,Tum palan karta,Swami Tum palan karta,
Mai murakh khalakhami,Mai sevak Tum swami,Kripa karo Bharta,
Om jaya Jagdish hare
Tum ho eka agochara, Saba ke pranapati, Swami saba ke pranapati,
Kis vidhi milun dayamaya,Kisa vidhi milun dayamaya,Tum ko main kumati,
Om jaya Jagdish hare
Deen bandhu dukh harata,Thakura Tum mere,Swami thakur Tum mere,
Apane hath uthao,Apani sharani lagao,Dwar pada hun tere,
Om jaya Jagdish hare
Vishay vikar mitavo,Pap haro Deva,Swami pap haro Deva,
Shradha bhakti badhao,Shradha bhakti badhao,Santan ki seva,
Om jaya Jagdish hare
Om jaya Jagdish hare,Swami jaya Jagdish hare,
Bhakta jano ke sankata,Dasa jano ke sankata,Ksana men dur kare,
Om jaya Jagdish hare
|